Nabi
Ki yaad hay sarmaaya gham kay maaron kaa
Yehi to aik waseela hay bey-saharon kaa
Yaad-e-Nabi
Ka gulshan mehka mehkaa lagta hay
Mehka lagta hay yaad-e-Nabi
Ka gulshan mehka mehkaa lagta hay
Yaad-e-Nabi
Yaad-e-Nabi
Ka gulshan mehka gulshan mehka
Lagta hay, lagta hay, lagta hay
Yaad-e-Nabi
Ka gulshan mehka mehkaa lagta hay
Mehfil main mojood hain Aqa
Aisa lagta hay
Mehfil main
Mehfil main ayey hain who
Kamli Walay
Mehfil main aye hain who
Mehfil main
Jo manga hay mango
Jo manga hay mango layna hay jo bhee lay lo
Kamli Walay
Mehfil main aye hain who
Mehfil main ayey hain who
Kamli Walay
Mehfil main aye hain who
Sal-lay-Alaa pukaro Sarkar
Agaye hain
Utho aye bay-saharo Sarkar
Agaye hain
Mehboob-e-do jahan
Ki tazeem laazmi hay
Jhuk jao chand taro Sarkar
Agaye hain
Kamli Walay
Mehfil main aye hain Wo
Mehfil main
Mojood hain Aqa
Aisa lagta hay
Naam-e-Muhammad
Kitna meetha meetha lagta hay
Pyaray Nabi
Ka zikr bhee hum ko pyara lagta hay
Lab par naghmay
Sall-lay-alaa kay haathon main kashkol
Lab par naghmay
Lab par naghmay
Sall-lay-alaa kay haathon main kashkol
Dekho to Sarkar
Ka mangta kaisa lagta hay
No comments:
Post a Comment